HOW TO MAKE/ CONVERT PDF FILE
PDF....
WHAT IS PDF FILE
pdf - portable document format
pdf ak asa file hota hai jo changable nai hota hai means ak bar pdf file ban gay fir hum us pdf file ho change ya modify nai kar sakte hai.....
jaise humne ak table banaya huwa h and table per bahot sare data hai and hum chahte h ki jaisa table bana h and data entry huwa h wasa hi print out nikle to iske liye sabse best hoga ki hum usko pdf file per convert kar de .
asa karne se humara printout best nikle ga change nai hoga ...
kai bar kya hota hai hum word per bahot sara data type karte hai ya document banate hai ab hum us document ko jaisa bana h wasa hi print karna chahte hai ya kisi ko send karna chahte hai to . and wasi send kar dete hai to hota ye hai ki samne wale ko ya print out jo hota hai akdam same nai hota kuchh change ho jata hai ...ha but kai bar same hota hai.
but yadi hum best print out ya send karna chahte h apne document ko to PDF me convert karna sabse best hoga ......
HOW TO CONVERT PDF TO DOCUMENT / DOCUMENT TO PDF
document ko PDF file me kaise convert kare
sabse pahle hume ak system ki need hogi jisme ms office ho ..
usme se hum apne word document ko open karenge fir jo humara document jo hai oh word me hoga usko pdf me convert karenge ...
to chaliye step by step dekhte hai ...
Step 1. System on karenge usme se jis file ko pdf me convert karna hai usko word me open karenge
jaise ap image 1 per dekh sakte hai...
image 1)

yaha image 1 per humara document open ho gaya hai ...
Step 2)
ab ms word ke menu me se file menu per click karenge .....
file menu me click karne per is type se open hoga jaise hum image 2 per dekh rahe hai....
image 2)
Step 3)
uske bad drop down list open hoga usme se usme se EXPORT option per click karenge ...
hum niche image 3 per dekh sakte hai ...
image 3)
Step 4)
image 3 per hum dekh sakte hai ki CREATE PDF/XPS ka option diya huwa h waha per click kareneg ....
uske bad save karne ka option aayega usme pdf file ka name type kar PUBLISH option per click karenge jisse humara document pdf file me convert ho kar save ho jayega ...
jaise hum image 4 per dekh sakte hai
image 4)

save karne ke bad us us pdf file ko open krenge to is type se show hoga jaise ki hum image 5 per dekh sakte hai...
NOTE---
usko adit and modify nai kar sakte ab yadi modify karna chahte h to fir se hume PDF ko document me wapas convert karna hoga ....
is type se humara document file pdf file me convert ho jata hai......
YADI KUCH V SAMJH NAI AAAY HOGA TO AP HUME COMMENT KAR PUCHH SAKTE HAI .....YA HUM SE CONTACT KAR PUCHH SAKTE HAI... 100% PROBLEM KO SOLVE KARENGE .....
THANLYOU

- How to shopping in online ?CLICK HERE
- What is QR CODE & how to create CLICK HERE.
- NETWORK ? CLICK HERE
to chaliye step by step dekhte hai ...
Step 1. System on karenge usme se jis file ko pdf me convert karna hai usko word me open karenge
jaise ap image 1 per dekh sakte hai...
image 1)

yaha image 1 per humara document open ho gaya hai ...
Step 2)
ab ms word ke menu me se file menu per click karenge .....
file menu me click karne per is type se open hoga jaise hum image 2 per dekh rahe hai....
image 2)
Step 3)
uske bad drop down list open hoga usme se usme se EXPORT option per click karenge ...
hum niche image 3 per dekh sakte hai ...
image 3)
Step 4)
image 3 per hum dekh sakte hai ki CREATE PDF/XPS ka option diya huwa h waha per click kareneg ....
uske bad save karne ka option aayega usme pdf file ka name type kar PUBLISH option per click karenge jisse humara document pdf file me convert ho kar save ho jayega ...
jaise hum image 4 per dekh sakte hai
image 4)

NOTE---
usko adit and modify nai kar sakte ab yadi modify karna chahte h to fir se hume PDF ko document me wapas convert karna hoga ....
is type se humara document file pdf file me convert ho jata hai......
YADI KUCH V SAMJH NAI AAAY HOGA TO AP HUME COMMENT KAR PUCHH SAKTE HAI .....YA HUM SE CONTACT KAR PUCHH SAKTE HAI... 100% PROBLEM KO SOLVE KARENGE .....
THANLYOU
Comments
Post a Comment